Saturday, 16 December 2017

Jaane Ye Kya Hua (From "Karthik Calling Karthik") 

Jaane ye kya hua, jaane ye kya hua
Hum dono ka yun milna, aise paas aana
Jaane ye kya hua, jaane ye kya hua
Ab har pal anjaana hai
Dekho hona hai aur kya
Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai
gaa raha
Jaane kyun lagta hai, ab jaise, har lamha, har pal hai
muskra raha
Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai
gaa raha
Jaane kyun lagta hai, ab jaise, har lamha, har pal hai
muskra raha
Tumhe hai ptaa maine pehli baar jo dekha tumhe
Mujhe ye lagaa, chahun bhi to kaise paa sakunga tumhe
Woh sapna tha ek din to, main hoon, tum ho, tum dheere se
bolo
Tumko apna maana hai, dekho hona hai aur kya
Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai
gaa raha

Jaane kyun lagta hai, ab jaise, har lamha, har pal hai
muskra raha

Kahoon kya bhala, tumhi ko to main chahata hoon suno
Tumhe jo mila maine jana main bhi zinda hoon suno
Kahoon main kya tumko, main hoon, tum ho, bas itna sun lo
Tumpe koi deewana hai, hona hai aur kya
Jaane ye kya hua / Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule
se, geet koi dil hai gaa raha
Ab har pal anjaana hai
Dekho hona hai aur kya

No comments:

Post a Comment

New Post

Mele chaliyan

Mele chaliyan te leke aave chudiyan - 2 vich bava vich hon channa puriyan - 2 hoye ke leja mera guth milke - 2 Ho mele chaliy...

Popular Posts