Showing posts with label Atif Aslam. Show all posts
Showing posts with label Atif Aslam. Show all posts

Friday, 15 December 2017

tehzeeb

tehzeeb kahan mile gi
tujhe wehshat mein
aur pyar kahan milega
tujhe is shehr mein

dil chup raha
kuch na kaha
suna gham judai ka bura
mujhe aazmaa
sun le duaa
kion tu rahe youn khafa

aetbaar kahan milega
tujhe is shehr mein
pyar kahan milega
tujhe is safar mein

tehzeeb kahan milegi
tujhe wehshat mein

khuwaabo mein aa
sehra dikha
raato ko de din naya
mujhe aazmaa
sun le duaaa
kion tu rahe youn khafa

tehzeeb kahan milegi
tujhe wehshat mein
aur pyar kahan milega
tujhe is shehr mein

tehzeeb kahan milegi
tujhe wehshat mein
aur pyar kahan milega
tujhe is shehr mein

Yarro

Hum aaj bhi hain
Hum kal bhi hain
Hum guzray lamhon ka
Raas bhi hain
Hum josh bhi hain
Aur hosh bhi hain
Hum shor ki dunya mein
Khamosh bhi hain
Kitni hain khushiyan, kitne gham
Mil ke raheng
e sada hum
Honge na yaaro, kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen, apna jahan
Mil ke rahenge hum yahan
Bhulo na, bhulo na... meri awaz
Hum khawab bhi hain
Tabeer bhi hain
Umeedon ki parwaaz bhi hain
Sochein agar tufaan bhi hain
Chahe agar baagbaan bhi hai
Kitni hain khushiyan, kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro, kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen, apna jahan
Mil ke rahein gay hum yahan
Bhulo na, bhulo na... meri awaz
Kitni hain khushiyan, kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro, kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen, apna jahan
Mil ke rahenge hum yahan
Bhulo na, bhulo na... meri awaz

Hangami Haalat

Ghar se mein nikla hua
jana baygani zameen
Sab ko nashitain milien
Safar yun chalta raha
APna hai kaun Yahan
Sab ko hai apni padhi
Mein hi bechara raha
Koi na manzil meri

Hangami Haalat ()
()
()

Kaisa zamana hai yeh
Daulat he sab kuch bani
Jhagra Kisi Baat ka
Taaqat hai bas yeh meri
bhoolay hain saab hashr ko
Bitah di soch ki ghari
duniya hai us ko milli
Us say nazar jis ki phiri

Hangami Haalat ()
()
()

Kab Tak Samaition ga
Kab talak behlaon ga
Dil ki mein jyot ko
kaise jalaonga

Kis ka hai saath yaahan
Kaun zakahm bharay
Yeh Josh hai yun Rawan
Tum jo agar sang chalay

Hangami Haalat ()

Kaun Tha : Kapkapi (feat.- S.K.J.) 

Ik andheri si raat.
Aur kuch kadmo ki chach.
Aalam ki thi kya hi baat…
Jese andhekhi si ghaat…

Kaun tha.kahan gaya…
Mujhe mila…
Armaan jagee…
Soya mera naseeb.

Dhalta sooraj dekhe...
Aur hawa chuke guzre...
Jalwa woh naayaab tha...
Asal tha ya ke khwaab tha...

Kaun tha.kahan gaya…
Mujhe mila…
Armaan jagee…
Soya mera naseeb.

Kaun tha.kahan gaya…
Mujhe mila…
Armaan jagee…
Soya mera naseeb.

Kaun tha.kahan gaya…
Mujhe mila…
Armaan jagee…
Soya mera naseeb.

Kuch bhi jo acha lage aur mile bhi...
Zaroori to nhi.
Sach hai par hai ajeeb...

Humain Kia Hua

Sadak pai pada hai koi
utatha nahi hai koi
yeh dil mera be-his huwa
khel hai yeh kis ka rachaya
kaun hai iss ka khiladi
kyun jalai yeh gher mera
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya

Rahoon main jala her koi
Bujhata nahi hai koi
yeh dil mera be-his huwa
jawan hain kyun ker soyai
kantai hain yeh kis nai boye
kyun jalai yeh gher mera
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya

Dum hai tu daikh mashrai ko
Dum hai tu daikh mashrai ko
kyun kho gaya so gaya hai tu
kyun kho gaya so gaya hai tu

humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya

uth abb badal mashrai ko
uth abb badal mashrai ko
kyun kho gaya so gaya hai tu
kyun kho gaya so gaya hai tu

humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya

chalo badlain khud ko
kai badlai gee yuhin kaum
bhool ja ek lamhai ko
kai kaun hai awal kaun do
na na ta ra ra ta na ra
ra ra ta na ra ra na ra
na ra ta na ra ta ra ra
ra ra ta na ra ta na ra...

chalo Wo o o o w o o o.

Mere humrahi

Mere humrahi suno
Aao chale chand ke paar
Aisi duniya mein kahin door
Jismein na gham ho na ansoo ho
Na aahein ho kahin aur kuch ho
Mera pyaar ho
Tere aas paas
Mere paas paas
Tere aas paas
Mere paas paas

Kabhi tanha joh hui tum
Kisi jeevan ke safar mein
Meri aavaz sunogi
Kahin meri dhadkan mein
Zindagi, mujhko kabhi tujhse juda bhi kar de
Baand aankhon ke darido mein
Tujhe dekhoon, tujhe dekhoonga
Mere saaye ki tarha, tum toh rahogi har pal mein
Mere aas paas
Tere aas paas
Mere paas paas
Tere aas paas
Mere paas paas

Honge Na Yarro

Hum aaj bhi hain
Hum kal bhi hain
Hum guzray lamhon ka
Raas bhi hain

Hum josh bhi hain
Aur hosh bhi hain
Hum shor ki dunya mein
Khamosh bhi hain

Kitni hain khushiyan, kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro, kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen, apna jahan
Mil ke rahenge hum yahan
Bhulo na, bhulo na... meri awaz

Hum khawab bhi hain
Tabeer bhi hain
Umeedon ki parwaaz bhi hain
Sochein agar tufaan bhi hain
Chahe agar baagbaan bhi hai

Kitni hain khushiyan, kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro, kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen, apna jahan
Mil ke rahein gay hum yahan
Bhulo na, bhulo na... meri awaz

Kitni hain khushiyan, kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro, kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen, apna jahan
Mil ke rahenge hum yahan
Bhulo na, bhulo na... meri awaz

Le jaaa tu mujhe

Hoo….

Hoon khudi sey laapata…, hmmmm…, hmmm…
Hoon khudi sey laapata…, cheekti meri khamosheyaa yahan.
Bay khuwab se, khuwab hain, khuwabo mein mere

Kur deray saanaton mein. (saanaton mein.)

Kahein toh qaid meri aaahat hain.
Bay.sahta is dard se, ab le ja churaaa key…….

(Le jaaa tu. mujheyyy), Khuley aasmaa mein.,
(Le jaaa tu. mujheyyy), Apne jahaan mein.,
(Le jaaa tu. mujheyyy), Kar ke Rehaa tu le jaa. ab le jaa.
tu le jaa. mujhey. le. jaa….

Oo. abdabi dabi awaaz hai., Kho.ye sabi alfaaz hain,
Na.raaz kyun saaz hain, gaano se mere

Chub rahi hain wo shekayetein…, shekyatein na jaaney kyun
apni chaahtein,
Bay.sahta is dard se, ab le ja churaaa key…….

(Le jaaa tu. mujheyyy), Khuley aasmaa mein.,
(Le jaaa tu. mujheyyy), Apne jahaan mein.,
(Le jaaa tu. mujheyyy), Kar ke Rehaa tu le jaa. ab le jaa.
tu le jaa. mujhey. le. jaa….

Pal, toota toota hai, Bheega bheega hai khuwabon ka
nishaan…
Ooo mann rutha rutha hai, ab akela, hai yaadon ka jahaan
O Anjaane… (Anjaane…) logoo ki… (logoo ki…) duniya
sey……… le…. jaa….

(Le jaaa tu. mujheyyy), Khuley aasmaa mein.,
(Le jaaa tu. mujheyyy), to Apne jahaan mein.,
(Le jaaa tu. mujheyyy), Khuley aaaa.ssss….maa…. mein….
(Le jaaa tu. mujheyyy), Le jaa meri jaan. Le jaa.
(Le jaaa tu. mujheyyy, apne jahaan mein.,)
(Le jaaa tu. mujheyyy), Ho.ho.
(Le jaaa tu. mujheyyy). Ooo. ho. mujhey
(Kar ke Rehaa tu le jaa., kar ke Rehaa tu le jaa.),

Khuley aasmaa mein
Apne jahaan mein
Kar ke Rehaa tu le jaa. le jaa. le jaa. aa.

Le jaa. meri. jaan., le jaa

Hum Kahin Jhoom Lain

Pyaar ka.
jo suroor tha.
urra diya.
dhoowo main.
jo chaha tha.
na mil saka.
ik shoula ghuumay.
haathon main...
sabhi jhoom lain.
jhoom lainnn.
hum kahin.
nadaan milay
o had say milay
kuchh kar chalay
nadaaniyaan
bhula diyaa
mitaa diyaa
jab laga liya
honton sayyyy.
hum sabhiiii jhoom lainnn
jhoom lainnn...
hum kahinnnn
hum sabhi jhoom lainnn
jhoom lainnn...
hum kahinnn

sabhiiiiii jhoom lain...
jhoooom lainnnn...
hum kahinnnnnn...

andheron mainn...
diya tou mila.
per jala gaya.
aag mainnnn...
khabar bhi thi.
pata bhi tha.
q ganwaa diyaa.
hosh main...
kya mila??
jhooom kayyy?
jab giray...
girtay gayayyyyy...

Kyun Chor Gaye Raste

Kyun Chor Gaye Raste
Chup k se aye .
Yaad teri yahan .
Sirf mien janon .
Tu hai kahan kahan .

Hawa tum, Nasha tum .
Meri rahaton ka pata tum .
Meray aibon ko jo dhuk de
Wo paak si rida tum ...

Kyon Chor Gaye Raastay,
Kabhi saath chalay thay jin pe .!

Kab tak bharon .
khud mein junon.
tum na milo to kaisay sahoon .
apni wafa pe hai to yakeen .
tum saath na do to kia mein karoon .

Ooo o o o oO ooO oo
nan na na na na na an a

Kyun Chor Gaye Rastay .
Kabhi saath chalay thay jin pe ...

Maan Hota Hai

khawabon se khelne ko
mann hota hai...
mann hoootaaaa hai

haathon se chunay ko
mann hota hai.
mann hoootaaa hai...

kisi ki naa pe roo dun to
khilonay toot jaye to
koi jab mugh se puchay
kyun rota hai
mann hota hai.
mann hoootaaa hai...

khawabon se khelne ko
mann hota hai.
mann hoootaaa hai...

haathon se chunay ko
mann hota hai.
mann hoootaaa hai...

khawabon se khelne ko
mann hota hai.
mann hoootaaa hai...

haathon se chunay ko
mann hota hai.
mann hoootaaa hai...

kabhi sardi ki raaton mein
koi khirki jo kholun to
liye muskaan chehre pe
koi hota hai
mann hota hai
mann hootaaa hai.

khawabon se khelne ko
mann hota hai.
mann hoootaaa hai...

haathon se chunay ko
mann hota hai.
mann hoootaaa hai...

Dholna

umad umad paroon main tore lag
I surge towards you, spellbound in your love

aaween na sayyaan
Come, my heart's master!

umad umad
I surge towards you

paroon main tore
Spellbound in your…

aa we dholna we
Come, O beloved!

aa we dholna we
Come, O beloved!

aa we dholna we
Come, O beloved!

raat nah jaaween we
Don't go this night, please!

aa we dholna we
Come, O beloved!

aa we dholna we
Come, O beloved!

aa we dholna we
Come, O beloved!

badra lagi woh shaam
Rainclouds gather, dusk…

badra lagi woh shaam dhali to
Rainclouds gather, dusk is departing

aise men aaen ge piya re
Here's when my dearest will come, oh!

piya re
O dearest

piya re
O dearest

badra lagi woh
Rainclouds gather

shaam dhali to
Dusk is departing

aise men aaen ge piya re
Here's when my dearest will come, oh!

badra lagi woh
Rainclouds gather

shaam dhali to
Dusk is departing

aise men aaen ge piya re
Here's when my dearest will come, oh!

aa we dholna we
Come, O beloved!

aa we dholna we
Come, O beloved!

aa we dholna we
Come, O beloved!

raat nah jaaween we
Don't go this night, please!

aa we dholna we
Come, O beloved!

shaanaan ucchiyaan
Great is…

teriyaan
…your (grandeur)

peera
master!

shaanaan ucchiyaan teriyaan peera
Great is your grandeur, master!

howan door haneriyaan peera
Please dispel this darkness, master!

aasaan hain wadheriyaan peera
Longings are so many, master!

sun arjaan ajj meriyaan peera
Hear this day my pleadings, master!

shaanaan ucchiyaan
Great is…

shaanaan ucchiyaan
Great is…

teriyaan peera
…your (grandeur), master!

howan door
Please dispel…

haneriyaan
Darkness

peera
Master

aasaan hain
Longings are…

wadheriyaan
Many

peera
Master

sun arjaan
Hear my pleadings

ajj meriyaan
…this day

aa we dhol-
Come, O beloved

dholan maahiya
Darling beloved

dholna
Beloved

aa we dholna we
Come, O beloved!

raat nah jaaween we
Don't go this night, please!

aa we dholna we
Come, O beloved!

dholna
Beloved

gal dil di bolna
Speak the words in your heart

bolna
Speak

dholna
Beloved

aa we dholna
Come, beloved

aa we dholna we
Come, O beloved!

raat nah jaaween we
Don't go this night, please!

aa we dholna we

Mai Ni Main

Mai nee main kinuu aakhaan?
Mai nee main kinuu aakhaan?
Dard wichhoray da haal neee
Mai nee main kinuu aakhaan?
Ooooooo
I
Dhuwaaan dukhay wayy murshad waalaa
Dhuwaaan dukhay wayy murshad waalaa
Jaakhon laanda laal neee
Mai nee main kinuu aakhaan?
Maaaaii nee main kinuu aakhaan?
Aaaaaaaaaaaaaa
Aaaaaa
ii
Dukhaan dee routiii
Sooraan daa saaaalannnn
Dukhaan dee routiii
Sooraan daa saaaaaaaalannnn
Aye da baalan baal neee
Maaaaii nee main kinuu aakhaan?
Maaaaii nee main kinuu aakhaan?
Maaaaii nee main kinuu aakhaan?
Maaaaii nee main kinuu aakhaan?
Maaaaii nee main kinuu aakhaan?
Maaaaii nee main kinuu aakhaan?
Aaaaaaaaaaaaaa
Aaaaaaaa
Maaaaii...
Aaaaaaaaaaaaa
Aaaaaaaa
Aaaa
Ni ni sa sa sani ni sani ni ni sani ni sani ni saa saa saa
Ni ni sa sa sani ni sani ni ni sani ni sani ni saa saa saa
Sani sani sani sani sa sa
Aaaaaaa
Aaaaaaaaaaaa
Maaaaii nee main kinuu aakhaan?

Ehsaas

main ek fard hoon
ya ek ehsaas hoon
mein ek jism hoon
ya rooh ki pyaas hoon

ke sach ki talaash hai
duur aakaash hai
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

kabhi mein aml hoon
kabhi beaml hoon
gar tujh mein nahi
to phir bemehl hoon

ke sach ki talaash hai
duur aakaash hai
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

ke sach ki talaash hai
duur aakaash hai
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

sach ki talaash hai
duur aakaash hai
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

main ek fard hoon
ya ek ehsaas hoon
mein ek jism hoon
ya rooh ki pyas hoon

Mujhe Pyar Kyun Hua Hai

Mujhe pyar pyar,
Pyar haan kyun hua
Mujhe pyar pyar,
Pyar haan kyun hua

Khwabon mein wo aati to hai
Dil mein kyon bus aati nahi
Khwabon mein wo aati to hai
Dil mein kyon bus aati nahi
Pyaar agar karti hai wo
Kyon mujhko batati nahi
Main zindagi se bezaar
Haan kyon hua
Mujhe pyar pyar,
Pyar haan kyun hua

Chaha tha jo kyun na hua
Socha na tha wo kyon hua
Chaha tha jo kyun na hua
Socha na tha wo kyon hua
Uss ne kyon jana nahi,
Tha pyar mujhko us se hua
Main zindagi se bezaar haan kyon hua
Mujhe pyar pyar
Pyar haan kyon

Dil chahta hai usko lekin kahun kya usko
Wo bekhabar hai mujhse,
Mili jo saza hai mujhko
Ab jeene ka koe rasta,
Kyun nazar aata nahi
Bas uska hi intzar haan kyon hua
Mujhe pyaar pyaar,
Pyaar haan kyon hua

Mujhe pyar pyar,
Pyar haan kyun hua
Mujhe pyar pyar,
Pyar haan kyun hua

Waasta e Pyar Da 

Saaa……re….
Ga gani….
ga……re…Saa….
re.
re.
ga.
gani…rega….
gani…Tenu waste-e-pyaar da…Tenu waste-e-pyaar da…Tenu
waste-e-pyaar da…Tenu waste-e-pyaar da…hey
People always told me be careful of what you do
And don't go around breaking young girls' hearts…And
mother always told me be careful of who you love…And be
careful of what you do 'cause the lie becomes the truth
Billie jean… is not my lover
She's just a girl.
She says i……… am the one…Says i… am the
one………
Saga…re.
gani ga…gani gani ga….
re…rega…….
re.
gani ga
Re ga…gani ga….
ga…Tere bajoon ni lagda aye jee way…
Hanju hun mere suk de nai ve…Jad tak menu tu na
theevein…Tad tak naeeo balnaay mein deeway
People always told me be careful of what you do
And don't go around breaking young girls' hearts…And
mother always told me be careful of who you love.
And be careful of what you do 'cause the lie becomes the
truth…Billie jean.
Is not my… lover
She's just a girl.
She says i……… am the one…She says i…….
Am the one…….
Saga.
gare.
gani….
gamapapa….
gane…gane.
gane…gani.
Gaga.
Tere.
tanisa.
tere.
tanisa…gane…gani.
gaga…Aaa……Rab jane dil mangda
Rab jane dil mangda
Aaaa….
Rab jane dil mangda
Rab jane dil mangda
She says i…
Rab jane dil mangda
She says i…am
Rab jane dil mangda
She says
She says
Rab jane dil mangda
Rab jane dil mangda
Rab jane dil mangda
Rab jane dil
Rab jane dil rab jane dil
Rab jane dil rab jane dil
Rab jane dil rab

Kyon Chod Gaye

Chup ke se aye sab ke dermiyaan
Sirf mein janoon tu hai kahan kahan
Chup ke se aye sab ke dermiyaan
Sirf mein janoon tu hai kahan kahan

Hawa woh sur woh geet woh awaz woh
Nermi germi ahat ya saaz woh
Kyun chor gaye raste
Kabhi saath chale the jin peh

Hawa woh sur woh geet woh awaz woh
Nermi germi ahat ya saaz woh
Ahat sunoo tumko dekhon
Jab dekh loon kia mein kahon
Honth khulein zubaan gum ho
Lafzon ki khoj mein mein gum rahoon

Kyun chor gaye raste
Kabhi saath chale the jin peh
Kyun chor gaye raste
Kabhi saath chale the jin peh

Yeh ghariyon ki sazish hai
Ke app aye na yeh meri gzarish hai
Ke ayen to jain na

Kinara

Do pal ka ye jeevan hai
Kaisay yahan jeena sekhon
Dhundla sa yeh manzar hai
Sehmi si khamoshi hai
Yeh meri zindagii
Yeh meri zindagii

Bus ek khwab hai
Ye meri bandagi
Han ek raaz hai...!

Kaisay bataon kis ko sunaoun
Haal apnay dil ka
Kaisay bataoun

In raaston pe anay walay
Sab kertay hain kyun kinara
In ahaton pe basnay walon se
pochay kaun hamara

Hum jiye ja rahay hain
Ghum piye ja rahay hain...!

 Mori Araj Suno

mori araj sunno dastaghir pir
O my Lord, pay heed to my appeal
mori araj sunno
Listen to my appeal (could also mean heart's desire or wish)
mori araj sunno
Listen to my appeal (could also mean heart's desire or wish)
Rabba sacheya tu tou akhi asi:
‘Ja oye bandiya jug da shah hain tu
Saadian nemataan terian daulataan nenh
Saada naib the ali jah ain tu
My true Lord, you had said:
"Go man, you are master of the world
My bounties on earth are your treasure
You are the viceroy of your Creator"
Changa shah banayaee rab soniya
You made a fine king my beloved, Lord
Paulay khaandayaan waar na aundi eh
All I have received is endless beatings
Mainu shahi naeen chaidi rab soniya
I don't want kingship, my beloved Lord
Mein tay izzat da tukkar mangdiyaan
All I am asking/begging for is a morsel of respect
mori araj sunno dastaghir pir
O my Lord, pay heed to my appeal
mori araj sunno
Listen to my appeal (could also mean heart's desire or wish)
mori araj sunno
Listen to my appeal (could also mean heart's desire or wish)
Meri mannain tay tairian main mannan
If you agree with me, I will agree with you
Teri sohn jay ik wi gal moran
I won't decline anything, no matter how unreasonable
jey yeh sauda pujda nahi tey rabba koi aur labba
If you don't agree to this deal, I will seek another Lord

Zindagi

rangon mein
khwaabon mein
hum sabhi
nainan mein
aakhiyan mein
tum jo kabhi

apne haath zara tu utha le
maang le rab se duaa
ke wo baatde saari khushiyaan
bholaade wo saare gham

rangon mein
khwaabon mein
hum sabhi
nainan mein
aakhiyan mein
tum jo kabhi

zindagi zara tu jhoom le
apne gird zara tu dekhle
baatde saari khushiyan
bholaade wo saare gham

ke rahe hum rangon mein
ke rahe hum khuwaabo mein
ke rahe hum rangon mein
ke rahe hum khuwaabo mein

ke rahe hum rangon mein
ke rahe hum khuwaabo mein
ke rahe hum rangon mein
ke rahe hum khuwaabo mein

New Post

Mele chaliyan

Mele chaliyan te leke aave chudiyan - 2 vich bava vich hon channa puriyan - 2 hoye ke leja mera guth milke - 2 Ho mele chaliy...

Popular Posts