Tuesday, 12 December 2017

Jaane De (From "Qarib Qarib Singlle")

Woh jo tha khwab saa Kya kahein jaane dein… Yeh jo hai kam se kam

Yeh rahe ke jaane dein… Woh jo tha khwab saa Kya kahein jaane dein… Yeh jo hai kam se kam Yeh rahe ke jaane dein… Kyun na rok kar khudko Ek mashwara kar lein Magar jaane de… Aadatan toh sochenge Hota yun toh kya hota Magar jaane de… Woh jo tha khwaab saa Kya kahein jaane dein… Yeh jo hai kam se kam Yeh rahe ke jaane dein… Hmm… Beeta jo beete na haaye kyun! Aaye yun aankhon mein… Humne toh be-mann bhi socha na Kyun aaye tum baaton mein… Poochhte jo humse tum Jaane kya kya hum kehte Magar jaane de… Aadatan toh sochenge Hota yun toh kya hota Magar jaane de…
Woh jo tha khwaab saa Kya kahein jaane dein… Yeh jo hai kam se kam Yeh rahe ke jaane dein… Aasaan nahi hai magar Jaana nahi ab udhar mmm hmm… Aasaan nahi hai magar Jaana nahi ab udhar Maloom hai jahaan dard hai Wahi phir bhi kyun jaayein Wahi kashmakash wahi uljhane Wahi tees kyun laayein Behtar toh yeh hota Hum mile hi na hota Magar jaane de Adtaan toh sochenge Hota yun toh kya hota Magar jaane de Woh jo tha khwaab saa Kya kahein jaane dein Yeh jo hai kam se kam Yeh rahe ke jaane dein

No comments:

Post a Comment

New Post

Mele chaliyan

Mele chaliyan te leke aave chudiyan - 2 vich bava vich hon channa puriyan - 2 hoye ke leja mera guth milke - 2 Ho mele chaliy...

Popular Posts