O Raahi Chal
O Raahi Chal
O Raahi Chal
O Raahi Chal
Zindagi Ka Safar Ajanabi Ajanabi, Saanson Ki Rehgujar
Ajanabi
Na Tujhe Hai Khabar, Na Mujhe Hai Khabar, Chal Rahe Hum
Magar Ajanabi
Aala Haafiz, Aala Haafiz, Aala Haafiz
Aala Haafiz, Keh Raha Har Pal
Aala Haafiz, Aala Haafiz, Aala Haafiz
Aala Haafiz, Keh Raha Har Pal
O Raahi Chal
O Raahi Chal
Chalte Jaana Hai O Raahi Chalte Jaana Hai, Chalte Jaana Hai
Zindadi
Chalte Jaana Hai O Raahi Chalte Jaana Hai, Raste Ho Bhale
Ajanabi
Har Nazaara Har Ishaara Naya Naya Hai, Kaun Jaane Hai Sabera
Kahaan
Zarra Zarra Lamha Lamha Naya Hai, Kaun Jaane Hai Basera
Kahaan
Har Shehar, Har Dagar Ajanabi Ajanabi, Har Nisha Har Pehar
Ajanabi
Na Tujhe Hai Khabar, Na Mujhe Hai Khabar, Chal Rahe Hum
Magar Ajanabi
Aala Haafiz, Aala Haafiz, Aala Haafiz
Aala Haafiz, Keh Raha Har Pal
Aala Haafiz, Aala Haafiz, Aala Haafiz
Aala Haafiz, Keh Raha Har Pal
O Raahi Chal……
Dhoop Chhaaya, Mauj Dariya Juda Juda Hai, Kaun Jaane Hai
Kinaara Kahaan
Saare Mausam Saare Aalam Juda Juda Hai, Kaun Jaane Hai
Gujaara Kahaan
Har Ghadi Har Gadar Ajanabi Ajanabi, Har Pehar Har Lehar
Ajanabi
Na Tujhe Hai Khabar, Na Mujhe Hai Khabar, Chal Rahe Hum
Magar Ajanabi
Aala Haafiz, Aala Haafiz, Aala Haafiz
Aala Haafiz, Keh Raha Har Pal
Aala Haafiz, Aala Haafiz, Aala Haafiz
Aala Haafiz, Keh Raha Har Pal
No comments:
Post a Comment