Wednesday, 20 December 2017

Rabba Maula

Rabba rabba rabba rabba rabba rabba…….

Rabba maula rabba maula rabba khairiya rahe
Aapke bagair lagata nahi hai
Lagata nahi,
lagata nahi
hai dil Lagata nahi,
lagata nahi hai
yeh dil Kaise bataau aapko kya hai
meri mushkil o meri mushkil Rabba maula rabba maula rabba
khairiya rahe –

Betaabiyon ka jo silsila hai ek pal kahin na chain mila hai
Aapki soch ka pehara hai mere?? khayaalon pe Aapaki khushbu
bikhari hai mere bikhare baalon pe O saathiya (tanaha lage
hai aapke bina-2) meri mehfil, meri mehfil Rabba maula rabba
maula rabba khairiya rahe – (2)

Yeh hai haqiqat jaadu nahi hai, abb chaahato pe kaabu nahi
hai Aapko jiti rehati hoon aati jaati saanson mein Aapka
jalawa rehata hai kajraari meri aankhon mein O (sathiya
aapko dekhu aapko dhundhu-2) manjil manjil ho manjil manjil
Rabba maula rabba maula rabba khairiya rahe – (4)

No comments:

Post a Comment

New Post

Mele chaliyan

Mele chaliyan te leke aave chudiyan - 2 vich bava vich hon channa puriyan - 2 hoye ke leja mera guth milke - 2 Ho mele chaliy...

Popular Posts