Tum mere, ho iss pal mere ho
Kal shayad yeh alam na rahe
Kuch aisa ho tum-tum na raho
Kuch aisa ho hum-hum na rahe
Yeh raaste alag ho jaaye
Chalte-chalte hum kho jaaye
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Iss chahat mein marjaunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Meri jaan me har khamoshi le
tere pyaar ke nagme gaaunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Iss chahat mein marjaunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Aise zaroori ho mujhko tum
Jaise hawaein saason ko
Aise talaasho main tumko
Jaise ke pair zameeno ko
Hasna ya roona ho mujhe
Pagal sa dhundu main tumhe
Kal mujhse mohabbat ho na ho
Kal mujhko ijaazat ho na ho
Tute dil ke tukade lekar
Tere dar pe hi rehajaunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Iss chahat mein marjaunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Tum yun mile ho jab se mujhe
Aur sunehri main lagti hoon
Sirf labon se nahi ab to
Poore badan se hasti hoon
Mere din, raat salone se
Sab hain tere he hone se
Yeh saath hamesha hoga nahi
Tum aur kahin main aur kahin
Lekin jab yaad karoge tum
Main banke hawa aajaunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Iss chahat mein marjaunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
Main phir bhi tum ko chahunga
No comments:
Post a Comment