Saturday, 9 December 2017

Hawayein (From "Jab Harry Met Sejal")

Tujhko main rakh loon wahan jahan pe kahin hai mera yaqeen
main jo tera na hua kisika nahi, kisika nahi le jaye jane kahan hawayein hawayein le jaye tujhe kahan hawayein hawayein begani hai yeh baagi hawayein hawayein le jaye mujhe kahan hawayein hawayein le jaye jane kahan na mujhko khabar na tujhko pata O o o.hawayein hawayein O o o.hawayein hawayein banati hai jo tu… woh yaadein jane sang mere kab tak chale Inhi mein toh meri subah bhi dhale shaame dhale mausam dhale khayalon ka shaher… tu jaane tere hone se hi abaad hai hawayein haq toh mein wohi hai aate jaate jo tera naam le deti hai jo sadayein
hawaye hawaye na jane kya bataye hawaye hawaye le jaye tujhe kahan hawaye hawaye le jaye mujhe kahan hawaye hawaye le jaye jane kahan na mujhko khabar na tujhko pata O o o... O o o... chehra kyun milta tera yun khwabon se mere yeh kya raaz hai kal bhi meri na thi tu na hogi tu kal meri aaj hai teri hai meri saari wafayein, wafayein maangi hai tere liye duaein, duaein le jaye tujhe kahan hawayein hawayein le jaye mujhe kahan hawayein hawayein le jaye jane kahan hawayein hawayein le jaye tujhe kahan hawayein hawayein le jaye jane kahan hawayein hawayein le jaye tujhe kahan hawayein hawayein le jaye jane kahan hawayein hawayein le jaye mujhe kahan hawayein hawayein le jaye jane kahan hawayein hawayein le jaye mujhe kahan hawayein hawayein O o o... O o o...

No comments:

Post a Comment

New Post

Mele chaliyan

Mele chaliyan te leke aave chudiyan - 2 vich bava vich hon channa puriyan - 2 hoye ke leja mera guth milke - 2 Ho mele chaliy...

Popular Posts